Blogging Web Hosting

Khuda Ki Azmatain Kya Hain Naat Lyrics

Written by hassanraza513

Contents

Khuda Ki Azmatain Kya Hain Naat Lyrics

 

🥀Jab Husan Tha Un ﷺ ka Jalwa Numa..

Anwaar ka Alam kya HoGa..

🥀Her koi Fida Hai Bin Dekhy..

Didar ka Alam Kya Hoga..

🥀Ik Simt Ali Ik Simt Umer..

Siddique Idher Usman Udher..

🥀In Jag Mag Jag Mag Taron Mein..

Mahtab ﷺ ka Alam kya HoGa..

🥀Qadmon Mein Jabeen ko Rehny Do..

Chehry ka Tasawour Mushkil Hai..

🥀Jab Chand Sy Barh kr Ayrhi Hai..

Ruhsaar ka Alam kya HoGa..

 

 

🍁Khuda ki Azmatein kya Hain Muhammad Mustafa ﷺ Janein..

🍁Maqam E Mustafa ﷺ kya Hai Muhammad ﷺ ka Khuda Janay..

 

 

🍂🌹Sada Krna To Mery Bs Mein Tha Mainy Sada Krdi..

Wo ﷺ kya Dein Gy Main Kya Lon Ga..

Sakhi ﷺ Janay Gada Janay..

 

🥀Habib E Khuda ﷺ ki Hai Shaan Nirali..

🥀Meri Jan Hai Tum ﷺ Per Fida Pyary Mustafa ﷺ.. 🍂

 

🌹Kaha Jibreel Nay Sidra Talak Meri Rasai Thi..

Hain Kitni Manzilein Aagay Nabi ﷺ Janay Khuda Janay..

 

🥀Pohanch Kay Sidra Py Rooh ul Ameen Ye Kehny Lagay..

🥀Yahan Sy Aagay ka Rasta Huzoor ﷺ Janaty Hain..

Hain Kitni Manzilein Aagay Nabi ﷺ Janay Khuda Janay.. 🍂

 

🌹Meri Matti Madiny Pak Ki Rah Mein Bicha Dena..

Kahan Lay Jati Hai Is ko Madiny ki Hawa Janay..

 

🥀Muhammad Mustafa ﷺ Main Sadqay Ap ﷺ Per..

🥀Mera Tun Mun Dhun Sb Ap ﷺ Per Qurban.. 🍂

 

🌹Mujhe To Surh-Roo Hona Hai Aaqa ﷺ ki Nigahon Mein..

Zamany ka Hai kya “Nasir” Bhla Janay Bura Janay..

 

WATCH NOW

 

Leave a Comment